Kala Jadu Sehar-E-Mohabbat Ka Quran Pak Se Tor

Kala Jadu Sehar-E-Mohabbat Ka Quran Pak Se Tor ,” bazz log jadogaro ka pass ja kar khas toor se yeah amal karvata hai in main orate be hotee hai aur marad be yeah is liya kartee hai ka in ka lover in se mohabat kareen laken in ko pata nahi ka ahsa karna se insan kitni saket takleef main ah jata hai main tamam logo ko mana karta ho ka wo yeah kam na kareen
is kisam ka kam se insan bht takleef main ah jata hai is ka sides efect be bht hota hai kisi ko kabo karna ka liya aur us ko apni mohabat main giriftar karna ka liya bht sare jado karna parta hai us banda per jiss se wo banda devana ho jata hai jis ka ishq ka liya jado kiya hota hai aur apna sare sence kho deta hai aur apna hosh wa hawas main nahi rehta us ko uthta betha sota jagta main wohe banda aur ushe ka khail ata rehta hai jis ka ishq ka liya jado kiya hota hai aur be bht se nooksan hai chonacha jadogar orate ya marad ka wo kapra mangwata hai jis se is ka pasena ki boo ah rahe ho phir wo is k kuch dhage nikal kar is per dam karta hai aur phir ise gherah laga deta hai is ka bad orate ya marad ko hukum deta hai ka wo ise gayer abad jaga per phack de ya phir wo kisi khana ki cheez per dam karta hai jis main nejasat ya khone, has ki melawate hotee hai phir hukum deta hai ka wo khana pena ki cheez main is melade
jis per sehar muhabat hota hai dam ka doran is ka hath payer sun ho jatee hai ya sir ya sena ya meda main darad shoro ho jata hai khas kar is waquat jab is ko jado pelaya ho ishe shaded meda main darad ho sakta hai aur kah be ah saktee is kisam ka jado ka toor main qurani likh deta ho
yeah amal sirf muslim kareen non muslim na kareen us ko ijazat nahi
mareez per qurani dam 3 dafa kareen or pani pena ko deen in aiyato ka
1) surah yonus ki aiyat no 81 to 82
2) surah araf ki aiyat no 117 to 122
3) surah taha ki aiyat no 69
4) aiytal kurse
or
al taghabun aiyat no 14 to 16 3 dafa telawat kareen

ager zarad ya lal ya black colour ki ulti ah jahe to samjh lay k is jado ka toor ho gaya hai verna 4 hafta tak yahe pani pena ki talkeen kareen ya is waquat tak jab tak is ka jado toot na jahe is baat ka pata dushman ko na ho jis ny us per jado kiya hai khowa wo bewi ho ya shoher ho ya kohi be dost ho ager us ko pata chal gaya to wo dobara ja kar jado karveda ga

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *