Jinnat aur Saitaan Se Nijat Pane Ka Wazifa

Jinnat aur Saitaan Se Nijat Pane Ka Wazifa ,” Jinnat ki rahayish aapke ghar mein koi achi baat nahi. Jinnat har baar aapka bhala nahi chahte hai. Isliye jitni jaldi ho sake aapko unse nijaat hasil karni chahiye. Agar apke ghar mein ya ghar ke kisi kone par jinnati asar hai toh aap jinnat se nijat ka wazifa parhe. Jab aap ye jinnat se nijat ka wazifa parhenge toh Insha Allah jinnat us shaks ya aapke ghar se chale jayenge jis par wo bas gaya tha.

Jinnat ko jo cheez pasand aati hai wo use apna banana chahte hai. Agar unka dil kisi ladki ya ladke pe agaya hai toh wo use apne sath le jate hai ya phir unpe hawi ho jate hai. Agar aapke sath ya kisi ke sath iss tarah ka koi hadsa hua hai toh aap turant jinnat se nijat ka wazifa parhe. Insha Allah, aapko kamyabi hasil hogi.

Jinnat Se Nijat Ka Taweez Tarika

Kyuki jinnat behad taqatwar aur gusse wale hote hai, isliye aam insaan ke bas ki baat nahi ki unse muqabla kare. Aap sirf Allah Talah ke naazil kiye hue kalaam se aur kalaam ki taweez se hi apni hifazat kar sakte hai. Isliye aap humare molvi ji se mile. Unke paas saalo ka ilm aur tajurba hai aur Allah Talah ne unko itni taqat se nawaza hai ki aapki hifazat kar sake. Aap unse jinnat se nijat ka taweez le. Taweez behad asardar hai aur apki hifazat karegi aur jinnat ko aapse door rakhegi.

Aap molvi sahab se jinnat se nijat ki taweez ke ailawa usse nijat ka tarika bhi pooche  aur phir usko poore akeede aur pabandi se kare. Insha Allah, aapko iska fayda bahot jald nazar ayega. Bilkul pareshan na ho. Allah (swt) ke kalaam mein bahot taqat hai, Insha Allah, aapko jinn se nijat zaroor milegi.

Aap niche di gayi jinnat se nijat ki dua ko din bhar mein 3 baar parhe aur har martaba 10-10 baar parhe. Iss wazifa ko aap 30 dino tak lagatar parhe.

“Has Biyal Laaho la Ilaha Illa Huwa Alaihi Tawak Kalto Wa Huwa Rabbul Arshil Azeem”

Insha Allah 30 din ke andar andar aapko jinn se nijat hasil hogi aur wo dobara kabhi nahi ayega.

Agar jinnat ki wajah se aapki tabiyat kharab rehne lagi hai ya phir aapke koi bhi kaam nahi ban rahe ya apke bachi ki shadi nahi ho rahi toh aap jinnat se nijat ka tarika kare. Jab aap ye tarika karengi toh jinnat aapke ghar se aur aapke bache ke upar se chale jayenge.

Bhut Jinnat Se Nijat Pane Ki Dua

Aap molvi ji se baat kare, ho sakta hai aapko iss amal ke liye unki ijazat ki zaroorat ho. Aap pareshan na ho aur dil chota na kare. Aap ko wo kuch parhez batayenge, unko karna zaroori hai. Aap mukammal yakeen se bhut jinnat se nijat pane ki dua ko parhe aur unse chutkara paye.

Iske kuch aur sharait bhi hai:

  • Aapko paancho waqt ki namaz ki pabandi karni hai.
  • Din bhar mein ek martaba Quran ki tilawat karni hai.
  • Sharab, juan sabse parhez karna hai
  • Aur poora din Allah (Swt) ki ibadat mein laga dena hai.

Insha Allah, chahe apka ghar ho ya aap ho unki giraft mein, sab ko nijat aur chutkara hasil hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *