Miya Biwi Mein Mohabbat Ke Liye Wazifa | Shohar Ki Narazgi Ka Wazifa

Miya Biwi Mein Mohabbat Ke Liye Wazifa | Shohar Ki Narazgi Ka Wazifa ,” Surah Room Ayat 21, 101 bar awal akhir Durood Shareef 3 bar parh kar namak par dam kare salan waghera mein use kare Insha Allah aapas mein mohabbat paida ho jayegi.

Shohar Ki Narazgi Ka Wazifa:

Jis aurat ka khawand naraz ho, wo Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi.

Miya Biwi Mein Mohabbat Ka Wazifa:

Ya Wadoodo 1000 bar khane par parh kar biwi ke sath khana khaye to miya biwi mein be panah mohabat hogi or sath hi Allah Azzawojal or Rasool Allah (Peace Be Upon Him) ki mohabbat se dil sarshar hoga.

Miyan biwi may mohabbat barhanay k liye

Shohar aur biwi k darmayan mohabbat barhanay k liye aur larai jhagra khatam karnay k liye 28 din tak dono me se koi ek shaks 108 dafa parh kr dua kare 

“Ha Ya Haqqu Bihaqqi Tankafeel”
حا ياحق بحق تنكفيل



Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *