Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Aur Mohabbat Ko Pane Ki Dua

Shohar Ki Narazgi Khatam Karne Aur Mohabbat Ko Pane Ki Dua ,” Shohar ke dil mein jaga banana har biwi ka khwab hota hai… kabhi kabhi toh isme puri zindagi guzar jati hai. Lekin, agar Aap shohar ki mohabbat hasil karne ki dua janti hai aur padhti toh ye kaam bahut hi asaani se aur thode hi waqt mein hojayega. Kuch hi dino mein wazifa aur amal ka nateeja dikhne lagta hai. Par, ye bahut zaruri hai ki sahi wazifa ka istamal kiya jaye.

Agar apke shohar apse naraz hai ya waise mohabbat nahi karte jaise Aap chahti hai toh –

  1. Raat ko esha ki namaz ke baad, ek katori mein 11 kali mirch (black pepper) le aur ja namaz pe baithe aur use bhi samne rakhle.
  2. Ab, ye dua 100 martaba padhe – Aa Alqaytu ‘Al Aykaa Maa’haabbaatan min nee Wa lee tusna Aa AalaaAye nee
  3. 11 martaba Durood Shareef lagna na bhule (awal aur akhir).
  4. Ab, kali mirch pe dua padhke fook de aur unhe andhere mein jala de.
  5. Ye wazifa 40 din tak kare.

Shohar Ki Mohabbat Paane Ka Amal

Jo wazifa hum apko batane ja rahy hain yah shohar say mohabbat pane kay aik powerful wazifa ha. Is par amal kar ke ap apny shohar kay mazeed kareeb ho jayn gi.

Shohar Ki Mohabbat Pane Ka Wazifa

Shohar say muhabat hasil karne kay lya aur agar ap chahte hain yah muhabat hamesha kay lya rahy to is wazifay ko parahin.

“11 Martaba Drood Pak (S.A.W) Kay Sath Rozana 1250 Martaba AL-Kabir Parhain aur Pani par Dam Kar Ke Palain”

Par dakain 1 2 din main apko farq mahsoos hona shuru ho jay gi. Apky shohar ka interest ap main mazeed ho jaye gi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *