Jinnat Se Hifazat Karne Key Liye Taweez

Jinnat Se Hifazat Karne Key Liye Taweez ,” Aseb jinnat se bachne ke liye aur hifazat ke liye niche diye gaye taweez ko likhkar apne strom me dal le aur is taweez ko likhte waqt niche di gaye baato ka dhyan rakh kar is taweez ko likhe InshaAllah ye taweez jaroor asar karega aur aapko jinnat se kahar se mehfuz rakhega

Jinnat Se Hifazat K Liye Taweez :-

)Sab se pehle amaliyat ki sharto ko parhle jo hamne likhi he ye amel hazrat k liye bahut zaruri he lekin kuchh sharte bhi paai jae to taweez likh sakta hai.

2)Sabse pehle faraiz ka paband ho namaz roza hajj zakat adaa karta ho.

3)Fasiq na ho darhi wala ho.

4)Jis taweez ko likhna ho us ki kisi amel ya piro murshid se ijazat lele agar ijazat ho k koi bhi taweez likh sakta ho to alag se ijazat ki zarurat nahi.

5) Kagaz or pen khud k zaati rupyo ka ho kisi or ka na ho.

6)Kagaz or qalam paak saaf rahe.

7) Taweez ko jaha tak mumkin ho wuzu k saath likhe.

8)Mumkin ho to mushk ot zafran se likhne warna koi bhi paak siyahi wa qalam se likh sakta he.

9)Taweez likhne me sa at ka khyal rakhe ko tawiz nek sa at me to koibbad me likha jata he is ka ilm bhi hasil zarur karle.

10)Hamesha taweez likhna sidi taraf se hey shuru kate baae yani ulti taraf se shuru na kare.

11) Ho purpose to tawiz likhte waqt durood shareef parhte rahe.

ye taweez or wazifa karte waqt aapko koi pareshani ho toh aap humse contact kare .

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *