Ghar Ke Ladai-Jhagre Khatam Karne Ka Wazifa or Amal

Ghar Ke Ladai-Jhagre Khatam Karne Ka Wazifa or Amal ,” Asslam-walekum doston , aaj ke waqt me ladai jagde aam baat ho gayi hai miyan biwi me jagda saas bahu ka aapas me jagda bhai – bhai ke jagde baap bete me jagda yaa premi premika me jagda har koi shaksh kisi na kisi se jagda kiye hue hai kabhi kabhi ye chote-chote ladai jagde aapas me nafrat aur dushmani ka karn ban jaate hai agar aap bhi apne ghar ke ladai jagde yaa phir miya biwi me ho rahe jagde se pareshan ho chuke hai to hum aapke liye ladai jagda khatam karne ka wazifa lekar aaye hai is wazifa ko padhne se aap apne ghar ke ladai jagde se nijat paa skte hai aur apne ghar pariwaar me sukon aur khushali wapis laa skte hai 


Ghar Ke Ladai Jhagre Khatam Karne Ka Wazifa

  • Namaz padne ke baad, 9 martaba drood paak padhe.
  • 112 martaba drood paak parh ke pani ka dum kare or sabko pilaye.
  • Fajar ki namaz ke foran baad ka waqt sabse behtar hai drood paak parhne ka.
  • Apke ghar ka mahol jaldi hi saazgar hoga or anek tarah ki pareshani khatam hogi.

Miya Biwi Me Ladai Jagde Khatam Karne Ka Amal

miya biwi me ladai jagde aam baat hai lekin kabhi kabhi ye jagde itne badh jaate hai ki baat talaq tak pahunch jaati hai jiske karn miyan biwi dono ek dusre se alag ho jaate hai agar aapke shohar bhi aapse choti choti baaton ko lekar ladai jagda karte hai ya phir raat ko der se ghar aate hai aur aapki koi baat nahi mante jise lekar aap dono me ladai jagda ho jata hai aur aap chahte hai ki aapka shohar aapki har baat mane aur ghar me ladai jagda khatam ho jaye to aapko chahiye ki miyan biwi me ladai jagda khatam karne ka wazifa parhe is wazifa aur amal ke zariye aap miya biwi me ho rahe ladai jagde ko khatam kar skte hai aur kabhi naa khatam hone wali mohabaat paida kar skte hai 

Ghar ke ladai jhagre khatam karne ka tarika niche bataya gaya hai –

  • Aap ko ye dua har namaz ke baad parhni hai.
  • Iska ye matlab hai ki aap paancho waqt ki namaz pabandi se parhni hogi.
  • Aap har namaz ke baad 11 martaba is dua ko parhe “Wa Na Za’a Na Ma Fee Sudurihim Min Gillin Ikhwanan Ala Sururim Mutakaabilin”
  • Aur jo jo log ke beech jhagra ho raha hai unpe dum kar de.
  • Insha Allah, kuch waqt mein wo log khud hi jhagra karna khatam kar denge aur apke ghar mein bhi aman-o-sukoon ho jayega.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *