Agar Jinnat Ka Saya Ho To

Agar Jinnat Ka Saya Ho To ,” Assalamu-allaiqum ager kisi per jin ka asar ho . aur us ka yaqeen be ho ka kuch masla hai mera sath . kio k bazz okat ahsa hota hai ka jab aseb zada ko kisi amel ka pass laya jata hai to is waquat aseb rafo chacker ho jata hai ( bagh jata hai jisam chor kar mareez ka baden se ) aur amel yeah keh deta hai ka is banda per kuch masla nahi hai phir wo doctors ka chacker lagata rehta hai aur dar ba dar ki tohkar kahta rehta hai ager jin hazer nahi howa hai to yeah amal kareen inshallah faida ho ga amal main likh deta ho
Note :- yeah amal muslim ka liya hai sirf muslim kareen non muslim na kareen is amal ko
sab se pehla 11 dafa darood ( jo be ata ho ) us ka baad 11 dafa surah nas phir akhir main be darood 11 dafa yeah amal her namaz ka baad kareen inshallah tala jo be cheez jisam main ghosi howi ho gee wo nikal kar bagh jaha gee is amal ko jis per jin ka asar hai theek hona ka baad tak karta rahe kio ka yeah cheeze dobara ah jatee hai aur tange kartee rehtee hai is liya yeah amal parta raha theek hona ka 6 month ka baad tak phir deakha ka abb kuch masla nahi hai to phir balay chorde . is amal se kisi be kisam ka kohi nooksan nahi hai ager jin hazer hai to phir kisi acha amel se rojo kareen ager hazer nahi hai sirf jisam main ghosa howa hai jisan phir yeah amal kareen
aur is ka sath aytal kurse be parlay to bht acha rahe ga

 

10 comments

  • g aik larki pr jinaat ka saaya hai jb wo larki main aatay hain to larky kahti hai k hum ap ki beti ko koy bhi nuqsaan ni dain ge q k ye humain boht achi lagti hai ur kahtay hain k is is ki uthney bethney soney ki jaga ka safaai ka khaas khiyAl rakhain ap bataain plz k kiya kiya jaay k wo us ki jan chor dain

  • sayed khateeb hussain

    Give me number

  • Aslam e Qum Molvi Saheb
    mara sawal he k hume k say pata chale.
    1 us ko jannat hy 2 dramebaz hy doka hy wagera wagera 3 ya zahene bemar hy simple alfaz me pagal hy
    us ka ashan pahchan batahe k eak dhum samaj me ajahe

  • zareen Khan

    main bht salon. se Bimar hu koi ilaj asar Ni ho ra bimari ki taqleef badhti ja ri bht zada pareshan hu chalna phirna baithna sab band ho gya h pura din leti rhti hu usk bad b taqleef Kam Ni hoti..meri madad krye

  • Sunny singh

    Meri dost hai
    Uspe Jinnat ka lagta hai mujhe
    Plz help me
    Uski tabiyat bahut kharab rehti hai
    Plz help
    Call 9052089533

  • Molana

    Dear Fatima believe in Allah
    And recite Surah Fatiha 41 times Surah Falaq 41 times and Surah naas 41 times with Draoordi Ibrahim awal wa Aakhir
    May Allah heals you quickly
    Ameen

  • Meer M

    Assalam o alaikum
    Sir mere bhai ki beti ko jinat ka asar h. Kisi se taveez b likhwaya lekin asar nahi huwa. Ek molvi se b dua karwa rahe hen abhi tak lekin itna faida nahi. Ap k pas koi rasta ho to bataen plz…

  • Sehrish

    Assalam o allaikum
    Sir hamare ghar paai bohat saloo say kch jado asrat haain shyad 13 14 sal hogye hain .. bohat dfa hamay ghar kaay kono say taweez bh mlay.. ghar maai boht dafaa molvio sy dam drood toor sb karwayaa.. ami roz sbha ayat tilawat bh karte hain magar ghar mai sukoon nh haai.. ab sb bemar rhtay hain.. me 22 sal ko hoon or pcjly kaye saalo say bohat bemar hon magar kch bh medical reports mai nh aata pchly 4 dino say mere tbyt bohat zydaa khrab hogye ahi ab to ghar m bh sb thak gye hain elaj karwa kaay… Plz kch btaye ga mjhy

  • Maimoona

    Asalam o alaikum
    Main UK main rehti hon, meri Beti 15 saal ki hain wo buhat ghusay ki taiz hain buhat jald ghusa kerti hain choti choti baton pet, 1,2 jaga say ilam bhe karwaya Pakistan say wo kehty hain in per saya hain, education b motasir ho rahi hain, school main apny behaviours ki wajah say, main bohat upset hon please koi wazefa ya amal batain
    Jazak Allah.

  • Samreen

    Salam.mery.dost.ka.beta.ha.us.pe.jinnat.ka.saya ha us ke ghur se bundh almari.ma.chori.ho jaty hai na nokry mil paty ha na koi kam ho pata ha bin maa ka bcha ha umer 26 saal.ha.baap.ia.sib chezo.ko.nhi.mantay.brae.mehrabani.kch.madad.fermaey

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *